Maa ke pero ke neeche jannat hai
Maa : jab maa apne bache ko janm deti hai tab usko 20 haddiya ek sath tutne ka dard ek waqt hota hai.
maut aur zindagi ke beech se nikal kar apne bache ko janm deti hai
aisi takleef ke baad bhe usko chain nahi milta
apni aulad ki khatir raato ko jaag kar bache ko doodh pilati hai
apni aulad se aisi mohabbat karti hai ki uski aankh ke aasu ko dekh kar uska dil bhe mom ho jata hai
jab bacha bada hota hai tab usko sahi aur galat samjhati hai
acha insaan banane ki khatir her mumkin koshish karti hai
meri maa meri zindagi hai
AUR KISI BHE MAA KO 250 WORDS ME BAYAA NAHI KIYA JA SAKTA
THANKS
MOHAMMAD KASHIF